Aaja Aaja Sajan Lyrics - Rakhi Aur Hathkadi | Pran | Ashok Kumar | Asha Parekh | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aaja aaja sajan song is from Rakhi Aur Hathkadi (1972) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Pran, Ashok Kumar, Asha Parekh, Sulochana in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Rahul Dev Burman. It is produced by S. Noor. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Aaja aaja aaja sajan
Piya meri ye raat bhi
Mere labo ki baat bhi
Tere hi kam ki hai
Aaja aaja aaja sajan
Piya meri ye raat bhi
Mere labo ki baat bhi
Tere hi kam ki hai
Aa fir main fir tu
Kaha hoga re sanam
Ye do char pal
Kuchh bhi nahi
Fir bhi kya kam hai
Aa fir main fir tu
Kaha hoga re sanam
Ye do char pal
Kuchh bhi nahi
Fir bhi kya kam hai
Pareshan mera pyar
Tukhe bhi intzar
Tere pas bhi mere pas
Bhi yahi sham to hai
Aaja aaja aaja sajan
Piya meri ye raat bhi
Mere labo ki baat bhi
Tere hi kam ki hai
Tu mujhko nahi
Pahchanta lo aur suno
Ye kal raat ko jis jam
Se pi thi dono ne
Tu mujhko nahi
Pahchanta lo aur suno
Ye kal raat ko jis
Jam se pi thi dono ne
Abhi tak hai meri ja
Tere labo ke nisha
Are dekhna tere hath
Mein wahi jam to hai
Aaja aaja aaja sajan
Piya meri ye rat bhi
Mere labo ki baat bhi
Tere hi kam ki hai.
Piya meri ye raat bhi
Mere labo ki baat bhi
Tere hi kam ki hai
Aaja aaja aaja sajan
Piya meri ye raat bhi
Mere labo ki baat bhi
Tere hi kam ki hai
Aa fir main fir tu
Kaha hoga re sanam
Ye do char pal
Kuchh bhi nahi
Fir bhi kya kam hai
Aa fir main fir tu
Kaha hoga re sanam
Ye do char pal
Kuchh bhi nahi
Fir bhi kya kam hai
Pareshan mera pyar
Tukhe bhi intzar
Tere pas bhi mere pas
Bhi yahi sham to hai
Aaja aaja aaja sajan
Piya meri ye raat bhi
Mere labo ki baat bhi
Tere hi kam ki hai
Tu mujhko nahi
Pahchanta lo aur suno
Ye kal raat ko jis jam
Se pi thi dono ne
Tu mujhko nahi
Pahchanta lo aur suno
Ye kal raat ko jis
Jam se pi thi dono ne
Abhi tak hai meri ja
Tere labo ke nisha
Are dekhna tere hath
Mein wahi jam to hai
Aaja aaja aaja sajan
Piya meri ye rat bhi
Mere labo ki baat bhi
Tere hi kam ki hai.