Aaja aaja song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajkumar Kohli. This song was released on 16 Aug 2002.


Zindagi main tujhi pe lutaaunga
Zindagi main tujhi pe lutaaunga
Main to mar ke bhi tujhko chaahunga
Aaja aaja aaja aaja

Zindagi main tujhi pe lutaaunga
Zindagi main tujhi pe lutaaunga
Main to mar ke bhi tujhko chaahungi
Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja

Yeh to hai dilbar mehboob ka vaada
Tode se na toote..
Yeh to jaanam dildar ka daaman
Chhode se na chhoote..
Chaahatein keh rahin har ghadi yaar ki
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Pyaar ka main yeh vaada nibhaaungi
Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja

Zindagi main tujhi pe lutaaunga
Zindagi main tujhi pe lutaaunga
Main to mar ke bhi tujhko chaahungi
Aaja aaja aaja aaja

Na zameen hogi na to gagan hoga
Badlega har mausam..
In hawaon mein mehki fizaaon mein
Shaamil rahenge hum..
Is jahan se kabhi ishq darta nahin
Jaante hain sabhi ishq marta nahin
Har janam mein tujhe main paaunga
Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja

Zindagi main tujhi pe lutaaunga
Zindagi main tujhi pe lutaaunga
Main to mar ke bhi tujhko chaahunga
Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja