Aaja Aaja Ke Dil Ko Teri Yaad Aayi Lyrics - Helen | Kammo | Sheikh Mukhtar | Lata Mangeshkar

1959

Lyrics

Aaja aaja aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi

Sajna aao na ghunghat me akeli ghabrau
Chhedona dekho na
Mai dur khadi haye sharmau
Mujhe bar bar aaye angdayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi

Sajna bhulo na hum bhi to tumhare apne hai
Chhute na tute na ye pyar ke najuk sapne hai
Meri bar bar ho na rusvayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi.