Aaj pahli baar dil ki baat song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mahesh Bhatt. This song was released on 17 Dec 1993.
Ab tak main chup rahta hai
Tujhse kuch nahi kahta tha
Kabse dil deewana tha
Khud se bhi begana tha
Hamne kayi bar mulakat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai


Ab tak main chup rahti hai
Tujhse kuch nahi kahti thi
Kabse main deewani thi
Khud se bhi begani thi
Hamne kayi bar mulakat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai


Kyu mili thi nazar se nazar
Mai tujhe pyar karne laga tha
Kyu mili thi nazar se nazar
Mai tujhe pyar karne laga tha
Mera saudai dil bekhabar
Kin adao pe marne laga tha
Raaze dil chupata tha
Kuch na bol pata hai
In bahke nazaro se
Kah du chand sitaro se
Maine wafa tere saath ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai


Chori chori mere humsafar
Khwab tere sajane lagi thi
Chori chori mere humsafar
Khwab tere sajane lagi thi
Sari duniya ko main bhool ke
Tere nazdeek aane lagi thi
Wo jo saaz dil ki thi
Tere naam gujarti thi
Teri yaad satati thi
Mujhko neend na aati thi
Puch na basar kaise raat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai


Ab tak main chup rahta hai
Tujhse kuch nahi kahta tha
Kabse main deewani thi
Khud se bhi begani thi
Hamne kayi bar mulakat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai
Aaj pahli baar dil ki baat ki hai.