Tu hamesah mere saath meinAa zikr mein, baat meinTu lakeerein nayi de gayaHaath deke mere haath mein,Meharbaniyo se tu milaAb likha saanson mein hai,Ye haqdariyan mujhpe teriJeena tere vaaste.Aaj hai hase hain aakhein bhar keAaj jiye tujhpe mar keAaj kisi ne apna hai kaha,Aaj nigahon se ho baateinAaj hai honi barsaateinAaj kisi ne apna hai kaha.Main tere kaabilTha nahin phir bhi haasilTu aa mujhme daakhilTera shukriya,Ye tere aageDil meri na maaneKeh raha tu kya jaaneYeh kya huwa.Hairaaniyo se bhar diyeLamhe jo khaali se theAasaniyo se ja mileTujhse mere raaste.
Aaj hai hase hain aakhen bhar keAaj jiye tujhpe mar keAaj kisi ne apna hai kahaa,Aaj nigahon se ho baateinAaj hai honi barsateinAaj kisi ne apna hai kaha.Hum pe bharosaHai kiya toh daro naSaath mere chalo naPhir dekhna,Dekhi na hogiTune pehle kabhi bhiAisi shaamein main dungaAa saathiya.Jitna mera utna teraRakh le magar muskura,Sauda nahin ye bhi buraTu mil gaya sab mila.Aaj hai hase hain aakhein bhar keAaj jiye tujhpe mar keAaj kisi ne apna hai kaha,Aaj nigahon se ho baateinAaj hai honi barsaateinAaj kisi ne apna hai kaha.