Aaj Mai Dekhu Jidhar Jidhar Lyrics - Rajesh khanna | Babita | Asha Bhosle

1969

Lyrics

aaj mai dekhu jidar jidar na jane kyu udhar udhar
mujhe do do chand najar aaye mahtab dar mahtab

mat ched pawan mere gesu ab aur kisi ki hai ye kushbu

dekha hai kabhi tune use jo kar gya mujhpe jadu
aaj mai dekhu jidar jidar na jane kyu udhar udhar
mujhe do do chand najar aaye mahtab dar mahtab
aaj mai dekhu jidar jidar na jane kyu udhar udhar
mujhe do do chand najar aaye mahtab dar mahtab
badla badla hai jamana, har sath hai ek tarana

kyu mujhko yaki aata hi nahi ye sach hai ya koi tarana
aaj mai dekhu jidar jidar na jane kyu udhar udhar
mujhe do do chand najar aaye mahtab dar mahtab
aankho me kategi na rate ab hongi kisi se bate

aayega koi layega koi rang bhari barsate