aaj ke hain naujavaan ham kal ki hain pahchaan ham aaj ke naujavaan ham kal ki hain pahchaan ham majbut iraade na hone se paresha bhi kuchh pashema ham roshani ki tarah gavaah hain ham andhero me pale pal, mashale jale andhera dur karne do nasl dar nasl chale aaj ke naujavaan ham kal ki hain pahchaan ham paresha bhi kuchh pashema ham roshani ki tarah gavaah hain ham karz ab desh ki mitti ki chukana hai hamearmaan sab pure kar dikhana hain hame aaj ke naujavaan ham kal ki hain pahchaan ham paresha bhi kuchh pashema ham roshani ki tarah gavaah hain ham badi dilkash hai tamannaaon ke kisso ki ada magar lalkaar deti hain asmaano se sada aaj ke naujavaan ham kal ki hain pahchaan ham paresha bhi kuchh pashema ham roshani ki tarah gavaah hain ham parchame hind ko uncha fahrana hain hame jo kuchh socha hain kar dikhana hain hame aaj ke naujavaan ham kal ki hain pahchaan ham paresha bhi kuchh pashema ham roshani ki tarah gavaah hain ham
karne wale par hame yaad wo aate sabhi jinke gar chulhe nahi jal pate the kabhi wada hain java talim ho ya rojgaar mahrum na rah jayega haq se koi hakdaar log sab ijjat se jiye aisa jamana ho ab sabke hontho pe mohabbat ka, vafa na ho ab naya suraj ghane kohare se hi uthana hain hame naye jamane ki tasvir bana ke dikhana hain hame aaj ke naujavaan ham kal ki hain pahchaan ham paresha bhi kuchh pashema ham roshani ki tarah gavaah hain ham ji jaan se jine ki ada jaante hain ham maut ka samna karne se nahi ghabrate hain ham aaj ke naujavaan ham kal ki hain pahchaan ham paresha bhi kuchh pashema ham roshani ki tarah gavaah hain ham waqt ab badalne ki, thani hain dil me apne irada hain ki kabhi, adhure chhode na sapne aaj ke naujavaan ham kal ki hai pahchaan ham paresha bhi kuchh pashema ham roshani ki tarah gavaah hain ham pidhi to hamari mulk ka, haq karna hain ada baat nahi kaam batayega, dil kaisa hai fida aaj ke naujavaan ham kal ki hain pahchaan ham paresha bhi kuchh pashema ham roshani ki tarah gavaah hain ham