Aaj ka din hai pyar ka song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aaj ka din hai pyar ka
Mann ki bin ke taar sazane ka
Aaj ka din hai pyar ka
Aaj ka din hai pyar ka
Mann ki bin ke taar sazane ka
Aaj ka din hai pyar ka
Mann ki din ke taar sazane ka
Tu kah de dil ki baat ye
Mauka phir nahi aane ka
Aaj ka din hai pyar ka


Barse hai gagan se phool
Daliyo ne bhar li jholi
Daliyo ne bhar li jholi
Kaliyo pe chadaya rang
Bhawaro ne kheli holi
Daliyo ne bhar li jholi
Tu mann ko rang le
Tu mann ko rang le
Aaj se pagle
Raha hai rang zamane ka
Tu kah de dil ki baat ye
Mauka phir nahi aane ka
Aaj ka din hai pyar ka


Hotho pe naya ek geet hai
Jab se tumse hui pehchan o
Tumse hui pehchan
Sanso mein nayi halchal hai mere
Sine mein kai toofan sine mein kai toofan
Bahana mil hi gaya, bahana mil hi gaya
Chori se kisi ko dil mein bulane ka
Tu kah de dil ki baat ye
Mauka phir nahi aane ka
Aaj ka din hai pyar ka
Mann ki din ke taar sazane ka
Tu kah de dil ki baat ye
Mauka phir nahi aane ka
Aaj ka din hai pyar ka
Mann ki din ke taar sazane ka
Aaj ka din hai pyar ka
Mann ki din ke taar sazane ka
Tu kah de dil ki baat ye
Mauka phir nahi aane ka
Aaj ka din hai pyar ka.