Aaj jane ki zid na karo song is from and it is sung by . The music of this song is composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Aaj jaane ki zid na karo
Yoonhi pahlu mein baithe raho
Yoonhi pahlu mein baithe raho
Aaj jaane ki zidd na karo

Haaye mar jaaen ge ham to lut jaaen ge
Aisi baaten kiya naa karo
Aaj jane ki zid naa karo

Tum hi socho zara kyoon naa roke tumhe
Jaan jaati hai jab utth ke jaate ho tum

Jaan jaati hai jab utth ke jaate ho tum

Tum ko apni qasam jaane jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo

Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghadiyan yahi hai jo azaad hai
Chand ghadiyan yahi hai jo azaad hai

Inko kho kar meri jaane jaan aa
Umr bhar na taraste raho
Aaj jane ki zidd naa karo