Aaj Ham Ishq Ka Izahar Kare To Kya Ho (Janeman Tum Kamaal Karti Ho) Lyrics - Trishul | Hema Malini | Shashi Kapoor | Lata Mangeshkar | Kishore Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aaj ham ishq ka izahar kare to kya ho (janeman tum kamaal karti ho) song is from Trishul (1978) and it is sung by Lata Mangeshkar and Kishore Kumar.It stars Hema Malini and Shashi Kapoor in leading roles. This song is penned by Sahir Ludhianvi and composed by Khayyam. It is produced by Gulshan Rai. This song was released on 04 May 1978.
Lyrics
kahte darti ho dil me marti ho
janeman tum kamaal karti ho
janeman tum kamaal karti ho
are kahte darti ho dil me marti ho
janeman tum kamaal karti ho
o janeman tum kamaal karti ho
aankho aankho me muskurati ho
baato baato me dil lubhati ho
narm saanso ki garm lahro se
dil ke taaro ko gudgudati ho
are in sab baato ka matlab puchhe to
rang chehre ka laal karti ho
o janeman tum kamaal karti ho
chup bhi rahiye ye kya kayamat hain
aap ki bhi ajib aadat hain
itna hugama kisliye aakhir
pyar hain ya koi musibat hain
jab bhi milte ho jane tum kya kya
ulte sidhe sawal karte ho
janeman tum kamaal karte ho
mastiya si faza pe chhayi hain
vadiya rang me nahai hain
narm sabz pe shokh phulo ne
makhmali chadare bichhayi hain
aah, chhodo sharmana aise mausam me
tabiyat kyu nihaal karti ho
ho janeman tum kamaal karti ho
jab bhi milte ho jane tum kya kya
ulte sidhe sawal karte ho
janeman tum kamaal karte ho
ae janeman tum kamaal karti ho
janeman tum kamaal karte ho