Aaj bhawar mein naiya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Tum bin kaun khivaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Tum bin kaun khivaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha


Tum bin vipda kaun harega
Kaun beda par karega
Tum bin vipda kaun harega
Kaun beda par karega
Chali pawan purvaiya
Kanhaiya tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha


Aaj laaj sankat mein meri
Aaj laaj sankat mein meri
Aao mohan karo na deri
Aao mohan karo na deri
Tum bin kaun basaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha


Aashiq dori tod na dena
Naav bhawar mein chhod na dena
Aashiq dori tod na dena
Naav bhawar mein chhod na dena.