Aaj abhi yahin song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N. Veeraswamy, V. Ravi Chandran. This song was released on 25 Jan 1984.
Aaj abhi yahi nahi nahi nahi
Aaj abhi yahi nahi nahi nahi
Phir kabhi kahi nahi nahi nahi
Pyar ke sawal ka pyar se jawab do
Aaj abhi yahi  nahi nahi nahi
Phir kabhi kahi nahi nahi nahi


Hamne daman tham liya hai
Ab daman na chhodenge
Kal ka wada karte hai
Hum wada na todenge
Hamne daman tham liya hai
Ab daman na chhodenge
Kal ka wada karte hai
Hum wada na todenge
Ho rat dhal jaye na aaye kal aaye na
Ye shama hasi nahi nahi nahi
Aaj abhi yahi  nahi nahi nahi
Phir kabhi kahi nahi nahi nahi
Nahi nahi nahi nahi


Aaj haume tum jane do
Ek zaroori kam se
Nain bichaye baithe hai
Hum rashte pe sham se
Aaj haume tum jane do
Ek zaroori kam se
Nain bichhaye baithe hai
Hum rashte pe sham se
Is dastan pe meri
Juban pe kya yakin nahi
Nahi nahi nahi nahi
Aaj abhi yahi  nahi nahi nahi
Phir kabhi kahi nahi nahi nahi
Maine kaha nahi


Aisa mausam aata hai
Jalim kitne barso mein
Ye baroso ki bat nahi milte hai
Kal parso mein
Aisa mausam aata hai
Jalim kitne barso mein
Ye baroso ki bat nahi milte hai
Kal parso mein
Ho jhuth se na kam lo kab kaha nam lo
Kal waha wahi ha nahi nahi nahi nahi
Aaj abhi yahi  nahi nahi nahi
Phir kabhi kahi nahi nahi nahi
Maine kaha nahi
Pyar ke sawal ka pyar se jawab do
Aaj abhi yahi  nahi nahi nahi
Phir kabhi kahi nahi nahi nahi.