Aaina Wohi Rehta Hai Lyrics - Shalimar | Dharmendra | Shammi Kapoor | Aruna Irani | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aaina wohi rehta hai song is from Shalimar (1978) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Dharmendra, Shammi Kapoor, Aruna Irani, Premnath in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by R D Burman. It is produced by Bhupendra Shah, Suresh Shah. This song was released on 31 Dec 1978.
Lyrics
Aaina wohi rehta hai chehre badal jaate hain
Aaina wohi rehta hai chehre badal jaate hain
Ankhon mein rukte nahi to aansu nikal jaate hain
Aaina wohi rehta hai chehre badal jaate hain
Pehli mulaqaat ki tauba woh pehli nazar
Ho pehli mulaqaat ki tauba woh pehli nazar
Kya ho gaya, kab hua hoti nahi kuchh khabar
Kitna bhi dil ko sambhaloon
Armaan machal jaate hain, aaina!
Ke aaina wohi rehta hai chehre badal jaate hain
Aaina wohi rehta hai chehre badal jaate hain
Gulshan mein pholon ke sath
Khilte hain dil mein gulaab
Ho gulshan mein pholon ke sath
Khilte hain dil mein gulaab
Hota hai jab pyar to lagta hai paai sharab
Do ghoont peete hi lekin
Yeh honth jal jaate hain, aaina!
Ke aaina wohi rehta hai chehre badal jaate hain
Aaina wohi rehta hai chehre badal jaate hain
Bekhabar, beqadar pyar sach hai agar
Dekhna ek din royega mere bin
Raah mein chhodkar, mera dil todkar
Mujhko tadpaya kyun, tu bhi tadpega yun
Yaad rakh bewafa, yeh meri bad-dua
Toone jiske liye mujhko dhokhe diye
Woh teri dilruba legi badla mera
Main yeh gham hum-nasheen bhool sakti nahi
Woh iraade tere, jhoote vaade tere
Woh iraade tere, jhoote vaade tere
Jab yaad aate hain dil par
Bas teer chal jaate hain, aaina!
Ke aaina wohi rehta hai chehre badal jaate hain
Ankhon mein rukte nahi to aansu nikal jaate hain
Aaina wohi rehta hai chehre badal jaate hain