Aafat ki shokhiyan hain song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 29 May 2015.
Aafat ki shokhiyaan hain
Tumhari nigaah mein
Aafat ki shokhiyaan hain
Tumhari nigaah mein
Aafat ki shokhiyaan hain
Tumhari nigaah mein
Mehsharte kitane khelte hain
Jalwaa gaah mein
Aafat ki shokhiyaan hain
Tumhari nigaah mein
Aafat ki shokhiyaan hain
Tumhari nigaah mein


Woh dushmani se dekhte hain
Dekhte toh hain
Woh dushmani se dekhte hain
Dekhte toh hain
Main shad hoon ke hoon toh
Kisi ki nigaah mein
Main shad hoon ke hoon toh
Kisi ki nigaah mein
Mehsharte kitane khelte hain
Jalwaa gaah mein
Aafat ki shokhiyaan hain
Tumhari nigaah mein
Aafat ki shokhiyaan hain
Tumhari nigaah mein


Aati hain baat baat
Mujhe yaad baar baat
Aati hain baat baat
Mujhe yaad baar baat
Aati hain baat baat
Mujhe yaad baar baat
Kehta hoon daud daud ke
Kaashid se raah mein
Kehta hoon daud daud ke
Kaashid se raah mein
Mehsharte kitane khelte hain
Jalwaa gaah mein
Aafat ki shokhiyaan hain
Tumhari nigaah mein
Aafat ki shokhiyaan hain
Tumhari nigaah mein


Mustaak is adaa ke bahot
Dard mand they
Mustaak is adaa ke bahot
Dard mand they
Mustaak is adaa ke bahot
Dard mand they
Aye daag tum toh baith gaye
Ek aah mein
Aye daag tum toh baith gaye
Ek aah mein
Mehsharte kitane khelte hain
Jalwaa gaah mein
Aafat ki shokhiyaan hain
Tumhari nigaah mein
Aafat ki shokhiyaan hain
Tumhari nigaah mein.