Aadatan tumne kar diye waade song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aadatan tumne kar diye waade
Aadatan tumne kar diye waade
Aadatan humne aitbaar kiya
Aadatan tumne kar diye waade
Aadatan humne aitbaar kiya
Aadatan tumne…


Teri raahon mein baarhaa ruk kar
Teri raahon mein baarhaa ruk kar
Humne apna hi intazaar kiya
Aadatan tumne kar diye waade
Aadatan humne aitbaar kiya
Aadatan tumne…


Ab na magenge zindagi yaa rab
Ab na magenge zindagi yaa rab
Ye gunaah humne ek baar kiya
Aadatan tumne kar diye waade
Aadatan tumne kar diye waade
Aadatan humne aitbaar kiya
Aadatan tumne..