aa_o sakhii mere piyaa ko DhuuND ke laa_o sakhii Lyrics - Nayyar Sultana | Noor Jahan

1962

Lyrics

aa_o sakhii is dukhiyaa man kii,aa kar dhiir bandhaao rii
jaane piyaa kis des sidhare unakaa khoj lagaao rii
mere piyaa ko dhuund ke laa_o sakhii
ko_ii piyaa ko dhuund ke laa_o sakhii
jaane kahaan vo kho ga_e
haan, kis bairan ke ho ga_e
pal bhar pii kaa mukhadaa dekhaa kaalii rain huii ujayarii
shahb dikhalaa ke duubaa chandaa bintii kar kar haarii, re
ko_ii unakii suuratiyaa dikhaao sakhii
mere piyaa ko dhuund ke laao sakhii
jaane kahaan vo kho ga_e
haan , kis bairan ke ho ga_e
chhaa_ii chaaron or udaasii manavaa pal pal unhain
are
birhaa agan men jal marne ko saiyaan chod sidhare
ko_ii unako manaa kar laa_o sakhii
mere piyaa ko dhuund ke laao sakhii
jaane kahaan vo kho ga_e
haan , kis bairan ke ho ga_e