Aa ki ab aata nahi song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K. Amarnath. This song was released on 01 Jan 2018.
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Rah takte thak gaya hai intzar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar


Kis kadar bechain hai dunia meri
Kis kadar bechain hai dunia meri
Dil ki hai dhadkan me hai ahat teri
Aa ab mai ho rahu mai bekarar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar


Dil sadaye de raha hai tu kaha
Dil sadaye de raha hai tu kaha
Muntzir ho chand tare aasma
Ye hawaye ye fizaye ye bahar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar


Sath tere wo hasi rate gayi
Sath tere wo hasi rate gayi
Pyar ki rangin mulakate gayi
Raha gaya hai dard dil kisi yadgar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Rah takte thak gaya hai intzar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar.