Aa jaa bichhade song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by D.D. Kashyap. This song was released on 01 Jan 2018.
Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa
Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa
Bichhade hue saajan
Bichhade hue saajan
Jis des gayaa hai
Jis des gayaa hai
Us des kaa rastaa
Sapane mein dikhaa jaa
Aa jaa, aa jaa,
Aa jaa aa aa jaa


Birahaa ne kalejaa
Yun kar diyaa chhalani
Birahaa ne kalejaa
Yun kar diyaa chhalani
Jaise koi bansi
Jaise koi bansi
Jagal mein padi
Ho aaho se bhari ho
Hotho se lagaa ke
Hotho se lagaa ke
Aaho mein samaa ke
Tu geet banaa jaa
Aa jaa, aa jaa,
Aa jaa aa aa jaa


Ho nain mein aise
Ho nain mein aise jyun seep mein moti
Aur praan mein aise jyun deep mein jyoti
Sotaa huaa dipak pal bhar ko jagaa jaa
Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa.