Aa Aake Darr Lyrics - Darna Zaroori Hai | Randeep Hooda | Amitabh Bachchan | Arjun Rampal | Mohana Sarkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aa aake darr song is from Darna Zaroori Hai (2006) and it is sung by Mohana Sarkar.It stars Randeep Hooda, Amitabh Bachchan, Arjun Rampal, Bipasha Basu in leading roles. This song is penned by Nitin Raikwar and composed by Nitin Raikwar. It is produced by Ram Gopal Varma. This song was released on 28 Apr 2006.
Lyrics
Tanha naa samajh khud
Ko tanha nahi hai too
Har jagah har lamha mai
Teri khidmat me hu
Aa aake darr aa darr ke marr
Aa marake too ban ja ek darr
Aa aake darr aa darr ke marr
Aa marake too ban ja ek darr
Mai ehsas hu bina badan
Mai tere sath hu har kadam
Mai ehsas hu bina badan
Mai tere sath hu har kadam
Jindagi se hain meri dushmani
Ji raha hain too besharam
Aa aake darr aa darr ke marr
Aa marake too ban ja ek darr
Dara dara ke mai
Tujhe mar dalungi
Khamoshi aaghaz hain
Yeh mera andaj hain
Khamoshi aaghaz hain
Yeh mera andaj hain
Marr ke too aabad hain
Ji ke too barbad hain
Aa aake darr aa darr ke marr
Aa marake too ban ja ek darr.