Aa.. Aaya hoon yaaron dil apna deke Aankhon mein chehra kisi ka leke Woh dil ka kaatil dilbar hamara Jiske liye main hua aawara MIlte hi jisne chooma tha mujhko Phir na palat ke dekha dobara [Aur isiliye doston maine faisla kiya ki phir kabhi kisi se pyaar nahi karoonga, kabhi kisi ladki ko apna dil nahi doonga.] Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega Har haseen chehre se ab yeh dil darega Hum to jaan de kar yun hi mar mite the Sun lo aye haseeno yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega Har haseen chehre se ab yeh dil darega Hum to jaan de kar yun hi mar mite the Sun lo aye haseeno yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai... Raseele honth, chhalakte gaal Mastaani chaal bura kar de haal Palak phadke, ke dil dhadke Umar ki uthaan, kadakti kamaal Kaatil adaa, zaalim hayaa Mere Khuda, mere Khuda Shola badan, dehka chaman Magar yaaron... Hum to jaan de kar yun hi mar mite the Sun lo aye haseeno yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega Har haseen chehre se ab yeh dil darega Hum to jaan de kar yun hi mar mite the Sun lo aye haseeno yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai... Raseele honth, chhalakte gaal Mastaani chaal bura kar de haal Palak phadke haaye ke dil dhadke Umar ki uthaan, kadakti kamaal Kaatil adaa, zaalim hayaa Mere Khuda, ho mere Khuda.. Tu jo kahe to taaron mein tujhe le kar chaloon Tu jo kahe to kadmon mein unhein la daal doon Seene se laga ke yeh badan kar doon gulaabi Chehra choom kar ke main bana doon aaftaabi Hey.. hey.. la la la la.. la... Hum to jaan de kar tum pe mar mite hain Kaun pyaar tumse itna karega.. Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega Har haseen chehre se ab yeh dil darega Aisa zakhm diya hai.. Aaya hoon yaaron dil apna leke Aankhon mein chehra kisi ka leke Koi na koi mera bhi hoga Yehin pe kahin chhupa hi hoga[...]