Zindagi ne maut se parda kiya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1985.
Mar mar ke mushafir ne basaya hain tujhe
Rookh sabse phira ke munh dikhaya hain tujhe
Kyun karna lipat ke soo tujhse aye kabra
Zindagi de ke maine paaya tujhe


Zindagi ne maut se parda kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya


Unko aana thaa na aaye aur yaa
Unko aana thaa na aaye aur yaa
Unko aana thaa na aaye aur yaa
Marne wala raasta dekha kiya
Marne wala raasta dekha kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya


Koi bhi mehfil ho jeen lagta nahi
Koi bhi mehfil ho jeen lagta nahi
Koi bhi mehfil ho jeen lagta nahi
Uski yaadon ne humein tanhaa kiya
Uski yaadon ne humein tanhaa kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya


Thaa use kitna bichhadne ka mala
Thaa use kitna bichhadne ka mala
Thaa use kitna bichhadne ka mala
Jaate jaate woh mujhe dekha kiya
Jaate jaate woh mujhe dekha kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya.