Dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyaar song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sudhakar Bokade. This song was released on 30 Aug 1991.
Tab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
Dilbar tujhe milne ko kab se tha main bekaraar
Ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
Dekha hai pehli baar...
Palkein jhukaa_oon tujhe dil mein basaaoon
Ab bin tere main to kahin chain na paa_oon
Tu mera jigar hai tu meri nazar hai
Tu meri aarzu tu mera humsafar hai
Dekha hai pehli baar...
Meri adaayen yeh meri jawani
Bas tere liye hai yeh meri zindgani
Tu meri gazal hai tu mera tarana
Aa teri dhadkanon pe likh doon dil ka fasana
Dekha hai pehli baar...
Dekha hai pehli baar jaanam ki aankhon mein pyaar
Tab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
Dilbar tujhe milne ko kab se thi main bekaraar
Ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
Dekha hai pehli baar...