Yeh kaun aaya ki mere dil ki song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dev Anand (Navketan Films). This song was released on 01 Jan 2018.
Aa ha ha ha ha ha ha ha
Ta ra ra ram ta ra ra
Ram aa ha ha ha
Ta ra ra ram ta ra ra ram


Yeh kaun aaya..
Yeh kaun aaya
Ke mere dil ki duniya
Me bahar aayi
Yeh kaun aaya
Ke mere dil ki duniya
Me bahar aayi
Yeh kaun aaya


Achanak yeh mere hatho
Me kiska hath aaya hai
Na main janu na dil jane
Woh apna ya paraya hai
Yeh kaun aaya
Ke main apni hi dhadkan
Sun ke sharmayi
Yeh kaun aaya


Dulhan ban ke jawani ki
Umange gungunati hain
Bata hai kaun aankho me
Ke aankhe muskurati hain
Bikhar ke kiski baaho ke
Yeh meri julf laharayi
Yeh kaun aaya


Yeh kaun aaya
Ke mere dil ki duniya
Me bahar aayi
Yeh kaun aaya.