Vada karke wo na aane ka hunar jante hain song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 26 Jul 1998.
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain

Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain

Vada karke…

Tohmate aati wafa daari pe warna hum bhi

Apne daaman ko bachane ka hunar jante hain
Apne daaman ko bachane ka hunar jante hain
Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Vada karke…

Khud sharafat ko takada hain
Nahi dekhe jawaan
Khud sharafat ko takada hain
Nahi dekhe jawaan
Kya wahi rutha ke jaane ka hunar jante hain
Kya wahi rutha ke jaane ka hunar jante hain
Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Vada karke…

Iss liye humse uljha te hain andhere nazar
Iss liye humse ukjha te hain andhere nazar
Hum charago ko jalane ka hunar jante hain
Hum charago ko jalane ka hunar jante hain
Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Juthe kasme bhi to khane ka hunar jante hain

Vada karke..