Pyar se hai duniya haseen song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pahlaj Nihalani. This song was released on 03 Apr 1988.
Hum na rahein, tum na raho, pyar rahega
Aaj kaha maine kal zamana kahega
Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi
Oye oye oye oye oye oye
Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi

Hum na rahein, tum na raho, pyar rahega
Aaj kaha maine kal zamana kahega
Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi
Oye oye oye oye oye oye
Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi

Ho pyar kabhi, luta nahi
Arre pyar kabhi, aye mita nahi
Jitna diya aur bhdha
Pyar kabhi ghata nahi
Pyar kabhi, haan luta nahi
Ho pyar kabhi, arre mita nahi
Jitna diya aur bhdha
Pyar kabhi ghata nahi
Pyar na ho dil mein to dil, dil na rahega
Aaj kaha maine kal zamana kahega
Hey pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi
Oye oye oye oye oye oye
Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi
Oye oye oye oye oye oye

Waqt yahan rootha magar
Chhoota tera sath nahi
Waqt yahan rootha magar
Chhoota tera sath nahi
Waqt yahan haar gaya
Haara nahi pyar kabhi
Pyar to hai pyar yahan, pyar rahega
Aaj kaha maine kal zamana kahega
Hey pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi
Oye oye oye oye oye oye
Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi

Hum na rahein, tum na raho, pyar rahega
Aaj kaha maine kal zamana kahega

Pyar se hai duniya haseen
Pyar nahi to kuchh nahi x (4)