Teri meherbaniyan (title) song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K.C. Bokadia. This song was released on 28 Jun 1985.
Teri meherbaniya teri kadardaniya
Teri meherbaniya teri kadardaniya
Kurbaan tujh pe meri kai zindganiya
Teri meherbaniya teri kadardaniya
Kurbaan tujh pe meri kai zindganiya
Teri meherbaniya


Pyar ki kimat kisne ada ki
Jab kabhi hongi bate vafa ki
Pyar ki kimat kisne ada ki
Jab kabhi hongi bate vafa ki


Dega misale teri meri jamana
Sabki jubaa pe hogi apni hi kahaniya
Teri meherbaniya teri kadardaniya
Kurbaan tujh pe meri kai zindganiya
Teri meherbaniya


Kaise bhulaunga main ehsan tera
Pyar wafa hain iman mera
Kaise bulaunga main ehsan tera
Pyar wafa hain iman mera


Lutha hain mujhko jin zalimo ne
Lutha hain mujhko jin zalimo ne
Barbad kar dunga main
Barbad kar dunga main
Unki zindganiya


Teri meherbaniya teri kadardaniya
Kurbaan tujh pe meri kai zindganiya
Teri meherbaniya


Ek phool teri samadi pe rakh kar
Pujunga main tujhko main zindgi bar
Maalik duaye denge tujhko humesa
Data duaye denge tujhko humesa
Mere ye aansoo meri bejubaniya


Teri meherbaniya teri kadardaniya
Teri meherbaniya teri kadardaniya
Kurbaan tujh pe meri kai zindganiya


Teri meherbaniya teri kadardaniya
Kurbaan tujh pe meri kai zindganiya
Kai zindganiya kai zindganiya.