Hamare baad song is from and it is sung by , , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Firoz Nadiadwala. This song was released on 04 Jun 2004.
Banane kaun aayega
Hamare baad tumhein apna
Banane kaun aayega
Rulaane to sab aayenge
Hansane kaun aayega

Hamare baad tumhein apna
Banane kaun aayega
Rulaane to sab aayenge
Hansane kaun aayega

Badi mushkil hai chahat ki
Sabhi rasmein sabhi kasmein
Badi mushkil hai chahat ki
Sabhi rasmein sabhi kasmein
Badi mushkil hai chahat ki
Sabhi rasmein sabhi kasmein

Karenge pyaar sab lekin
Nibhaane kaun aayega
Karenge pyaar sab lekin
Nibhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayenge
Hansane kaun aayega

Kahin majbooriyan hongi
Kahin tanhaaiyan hongi
Kahin majbooriyan hongi
Kahin tanhaaiyan hongi
Kahin majbooriyan hongi
Kahin tanhaaiyan hongi

Tumhein har mod pe
Rasta dikhane kaun aayega
Tumhein har mod pe
Rasta dikhane kaun aayega
Rulaane to sab aayenge
Hansane kaun aayega

Zaroorat har kisi ko hogi
Teri meharbaani ki
Zaroorat har kisi ko hogi
Teri meharbaani ki
Zaroorat har kisi ko hogi
Teri meharbaani ki

Sitam seh kar tumhein apna
Banane kaun aayega
Sitam seh kar tumhein apna
Banane kaun aayega
Rulaane to sab aayenge
Hansane kaun aayega

Hamare baad tumhe apna
Banane kaun aayega
Rulaane to sab aayenge
Hansane kaun aayega