Teri aankhon ki kasam - tu jhooth bolataa hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sushilkumar Agrawal. This song was released on 26 Apr 1996.
Teri aankhon ki kasam tujhse pyaar karta hoon

Chhup chhup ke main tera deedar karta hoon
Tu jhooth bolta hai, tu jhooth bolta hai x 2

Toone aisa na jaane kitnon se kaha hoga
Toone aisa na jaane kitnon se kaha hoga
Mujhse pehle tera kahin pyaar raha hoga
Yeh to mera dam hai, dam tera bharti hoon
Sab jaan ke bhi tujh par aitbar karti hoon
Tu jhooth bolti hai, tu jhooth bolti hai x 2

Kabhi hath milaya hoga, kabhi sath chale honge

Milne ke liye hum yoon to kitnon se mile honge
Jise pyaar kehte hain tujhse hi karta hoon
Tu kadam jahan rakhti hai main sajda karta hoon
Tu jhooth bolta hai, tu jhooth bolta hai x 2

Teri aankhon ki kasam tujhse pyaar karta hoon
Chhup chhup ke main tera deedar karta hoon
Tu jhooth bolta hai, tu jhooth bolta hai
Tu jhooth bolti hai, tu jhooth bolti hai