Sona na sitaro ka song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sona na sitaro ka hai kahna
Khawabo ke andhere me na rahna
Aayenge sajan tere aye dil
Jagte rahna sona na sitaro
Ka hai kahna khawabo ke
Andhere me na rahna
Aayenge sajan tere
Aye dil jagte rahna


Thodi si bas aur hai rain zudai ki
Thodi si bas aur hai rain zudai ki
Jabhi to chandaniya
Pakne lagi kuch muskai si
Yuhi to halke halke tapte huye
Khushi se har gam sahna
Sona na sitaro ka hai kahna
Khawabo ke andhere me na rahna
Aayenge sajan tere
Aye dil jagte rahna


Mai to unki dur se aahat sunti hu
Mai to unki dur se aahat sunti hu
Jabhi to mahakti lat me
Kaliya chunti hu jabhi to chham
Chham chham chalti hu
Mai milan ak pehan gehana o ho
Sona na sitaro ka hai kahna
Khawabo ke a ndhere me na rahna
Aayenge sajan tere
Aye dil jagte rahna


Hoga kab tak samna
Puchh na ye humse
Hoga kab tak samna
Puchh na ye humse
Ban gaye chilman gehari
Ghata chahe bijli chamke
Kisi ki khilti milti chitvan
Ke khayalo me magan rahna
O ho sona na sitaro ka hai kahna
Khawabo ke andhere me na rahna
Aayenge sajan tere aye dil
Jagte rahna sona na sitaro
Ka hai kahna khawabo ke
Andhere me na rahna
Aayenge sajan tere aye dil
Jagte rahna.