Saqi teri nazar haike song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 31 May 1991.
Har adda ka miyaab dekhi hain
Ghardisho ka jaawab dekhi hain
Hum ne kal raat
Maikade mein na pee
Baate karti sharaab dekhi hain


Saqi teri nazar hain
Ke khanjar sharaab mein
Saqi teri nazar hain
Ke khanjar sharaab mein
Ek chaand dekhata hoon
Main aksar sharaab mein
Saqi teri nazar hain
Ke khanjar sharaab mein


Teri khushi ke vaaste
Hum le teri kasam
Teri khushi ke vaaste
Hum le teri kasam
Khoone jigar milaya hain
Saqi teri nazar hai
Ke khanjar sharaab mein


Hum dar gaye ke saap hain
Paimaana rakh diya
Hum dar gaye ke saap hain
Paimaana rakh diya
Zulfon ke tere akhsh
Samajh kar sharaab mein
Saqi teri nazar hai
Ke khanjar sharaab mein


Nazare jama ke dekha to
Mehsoos ye huaa
Nazare jama ke dekha to
Mehsoos ye huaa
Woh aa gaye hain
Bhes badalke sharaab mein
Saqi teri nazar hain
Ke khanjar sharaab mein


Mar jaaye maikade main to
Royega maikada
Mar jaaye maikade main to
Royega maikada
Saqi peela de zeher
Sharaab mein
Saqi teri nazar hain
Ke khanjar sharaab mein


Saqi teri nazar hain
Ke khanjar sharaab mein
Ek chaand dekhata hoon
Main aksar sharaab mein
Saqi teri nazar hain
Ke khanjar sharaab mein
Saqi teri nazar hain
Ke khanjar sharaab mein.