Jab mere raaste mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 31 May 1991.
Jab mere raaste mein
Koi maikada pada
Jab mere raaste mein
Koi maikada pada
Ek baar apne gham ki
Taraf dekhana pada
Jab mere raaste mein
Koi maikada pada
Ek baar apne gham ki
Taraf dekhana pada
Jab mere raaste mein
Koi maikada pada


Karke talukaat ko
Ek lamha chahiye
Karke talukaat ko
Ek lamha chahiye
Lekin tamaam umra
Mujhe sochana pada
Ek baar apne gham ki
Taraf dekhana pada
Jab mere raaste mein
Koi maikada pada


Ek tanshana lab ne chhin liye
Badhate jaam mein
Ek tanshana lab ne chhin liye
Badhate jaam mein
Saaqi samajh raha thaa
Sabhi ko gira pada
Ek baar apne gham ki
Taraf dekhana pada
Jab mere raaste mein
Koi maikada pada


Aaye the puchhate huye
Maikhane ka patta
Aaye the puchhate huye
Maikhane ka patta
Saqi se lekin apna
Patta puchhana pada
Ek baar apne gham ki
Taraf dekhana pada
Jab mere raaste mein
Koi maikada pada


Yun jagmaga raha hain
Mera naqsh pa fana
Yun jagmaga raha hain
Mera naqsh pa fana
Jaise ho raste mein
Koi aaina pada
Ek baar apne gham ki
Taraf dekhana pada
Jab mere raaste mein
Koi maikada pada
Ek baar apne gham ki
Taraf dekhana pada
Jab mere raaste mein
Koi maikada pada.