Raat bhar gardish mein song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Golden Films. This song was released on 01 Jan 2018.
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe
Subah tak shayad na fir
Ye rang maykhana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe


Aa hi jayegi hakikat
Ek na ek din samne
Aa hi jayegi hakikat
Ek na ek din samne
Dekhiye parde mein kab tak
Dil chalakta na rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe
Subah tak shayad na fir
Ye rang maykhana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe


Shama ki mahfil hai ye
Isme najar wale bhi hai
Shama ki mahfil hai ye
Isme najar wale bhi hai
Hai ye namumkin ke chup kar
Koi parwana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe
Subah tak shayad na fir
Ye rang maykhana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe.