Pyar ka paras paas tumhare song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sharad Batra. This song was released on 01 Jan 2018.
Pyar ka paras paas tumhare
Chhuke mujhe tum kanchan kar do
Pyar ka paras paas tumhare
Chhuke mujhe tum kanchan kar do
Registaan hai jeevan hai mera
Registaan hai jeevan hai mera
Roop ka is mein sawan bhar do
Pyar ka paras paas tumhare
Chhuke mujhe tum kanchan kar do


Do moti jo sagar de de
Sagar ka kya ghat jayega
Do taare jo ambar de de
Ambar ka kya ghat jayega
Pyaar ke do pal dekar mujhko
Pyaar ke do pal dekar mujhko
Jeevan van ko chandan kar do
Pyar ka paras paas tumhare
Chhuke mujhe tum kanchan kar do.

More songs from Nai Imarat (1981)