Main alibaba song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tarachand Barjatya. This song was released on 01 Jan 2018.
Assalam walekum walekum salam
Assalam walekum walekum salam
Main alibaba


Main alibaba alibaba hai
Mera naam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam


Albela albela mastana
Har gham se begana hoon
Duniya ki nigaho mein
Sayad mai deewana hoon
Aashik bhi matwala hoon
Husan ka mai rakhwala hoon
Mai ladakpan se
Yaro aisa bhi diwala hoon
Kato se bhi le sakta hoon
Phoolo jaise kam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam


Apno se
Apno se bhi pyar karu
Gairo se pyar karu
Pyar meri mahbuba hai
Jis par dil nisar karu
Pyar se acchi chiz koi
Is duniya me nahi bani
Pyar ko sajda karne se
Milti hai dil ko khushi
Pyar se milne wale mujhko
Lagte hai gulfam
Mein alibaba alibaba hai
Mera naam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam


Duniya se
Duniya se nirala hai jine ka
Andaz mera
Phool se lekar pathar tak
Har koi humraz mera
Dusman se bh igale milu
Apni dhun me bade chalu
Kuch bhi kahta rahe koi
Dil jo mane wahi karu
Oro ke dukh lekar mujhko
Milta hai aram
Main alibaba alibaba hai
Mera naam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam


Assalam walekum walekum salam
Assalam walekum walekum salam
Main alibaba


Main alibaba alibaba hai
Mera naam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam.