Prem ki naiyya chali song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Prem ki naiyya chali jal mein mori
Prem ki naiyya chali jal mein mori
Chhoti si naiyya chali jal mein mori
Chhoti si naiyya chali jal mein mori


Prem ki naiyya chali jal mein mori
Chhoti si naiyya chali jal mein mori
Prem ka saagar prem ki naiyya
Prem musaafir prem khavaiyya
Prem ka saagar prem ki naiyya
Prem musaafir prem khavaiyya
Prabhu bin mora kaun rakhaiyya
Prabhu bin mora kaun rakhaiyya
Shok kare tu kyu ati bhaari
Shok kare tu kyu ati bhaaari
Yeh naiyya kabhi na gali jal mein
Yeh naiyya kabhi na gali jal mein
Mori chhoti si naiyya chali jal mein mori
Prem ki naiyya chali jal mein mori
Chhoti si naiyya chali jal mein mori


Chaar taraf chhaaya andhiyaara
Soojhe naahi door kinaara
Chaar taraf chhaaya andhiyaara
Soojhe naahi door kinaara
Thhar thhar kaanpe mann matwaara
Thhar thhar kaanpe mann matwaara
Kyun itni man ki kamzori
Kyun itni man ki kamzori
Yeh naiyya hamesha phali jal mein
Yeh naiya hamesha phali jal mein mori
Chhoti si naiyya chali jal mein mori
Prem ki naiyya chali jal mein mori
Chhoti si naiyya chali jal mein mori.