Prabhu na bisariyo song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya
Ho prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Prabhu na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya


Jal mein ship ship mein moti
Jal mein ship ship mein moti
Ratan amol banaya
Ho ratan amol banaya
Nayi nayi nit ghadi ghadiya
Nayi nayi nit ghadi ghadiya
Rang rangili kaya
Ho rang rangili kaya
Bade bade yogi muniyo
Ne par na uska paya
Prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya
Ho prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Prabhu na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya


Dharti aur aakash banaya
Dharti aur aakash banaya
Suraj chand sitare
Ho suraj chand sitare
Manav ke sukh kaz banaye
Manav ke sukh kaz banaye
Usne vaibhav sare
Ho usne vaibhav sare
Kadam kadam par rang badalte
Kahi dhup kahi chhaya
Prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya
Ho prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Prabhu na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya


Jal ka rup bdal badal kar
Jal ka rup bdal badal kar
Gagan bich pahuchaya
Ho gagan bich pahuchaya
Ujado ke man upvan mein
Ujado ke man upvan mein
Garaj garaj barsaya
Ho garaj garaj barsaya
Jaisi jiski karni
Usne waisa hi phal paya
Ho prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya
Ho prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Prabhu na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya.