Nazron se peela song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 04 Apr 2006.
Mohabbat ke maikhaane mein
Tera husn sharaab hain
Zara bachke rehana
Nazron se saaki
Zamana kharaab hain
Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab haa zamana kharaab


Haan nazron se peela jhaam
Tu husn pari ghulfaam
Sharaabi tera pyaar ho jaaye
Sharaabi tera pyaar ho jaaye


Nazron se peela jhaam
Tu husn pari ghulfaam
Sharaabi tera pyaar ho jaaye
Mujhe karde re badnaam
Mujhe karde re badnaam
Mehfil mein sare aam
Mehfil mein sare aam
Mujhe karde re badnaam
Mehfil mein sare aam
Sharaabi tera pyaar ho jaaye
Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab zamana kharaab haan
Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab haa zamana kharaab


Hey khayaalo ke maikhaane mein
Khayaalo ke maikhaane mein
Pyaar ka chhalakta jhaam tu hain
Karde mujhe madhosh saaki
Dil ki dhadkano ka paigaam tu hain
Peela de jhaam saakiya
Peela de jhaam saakiya
Peela de jhaam saakiya
Peela de jhaam saakiya


Chhalka de jawaani teri
Hosh tu uddale mere
Chhalka de jawaani teri
Hosh tu uddale mere
Bikhara ke jhulfein apni
Apna tu bana le sajni
Bikhara ke jhulfein apni
Apna tu bana le sajni


Haan itana kar ehsaan ki
Hey itana kar ehsaan ki
Har baiyyan tu thaam
Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab haa zamana kharaab
Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab zamana kharaab haan


Hey kaun kehata hain aankhe peeti nahi
Aankhein peeti nahi dekhati hain
Main to peeta hoon
Tera husn apni aankhon se
Peela de jhaam saakiya
Peela de jhaam saakiya
Peela de jhaam saakiya
Peela de jhaam saakiya


Chadhe na mujh pe angoori
Mahuaa bhi rahi adhoori
Chadhe na mujh pe angoori
Mahuaa bhi rahi adhoori
Ho har nasha kiya maine par
Pure huye na armaan
Har nasha kiya maine par
Pure huye na armaan


Oo aagosh le le mujhko ki
Aagosh mein lele mujhko ki
Ho jaaun bekaar
Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab haa zamana kharaab
Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab zamana kharaab haan


Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab haa zamana kharaab
Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab zamana kharaab haan


Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab haa zamana kharaab
Zamana kharaab zamana kharaab
Zamana kharaab zamana kharaab haan.