Munne ki amma song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhappi Sonie. This song was released on 24 Jul 1970.
munne ki amma ye to bata, tere bete ke aba ka naam kya hai

sach sach bata tu ham se na chupa, bol gori karta vo kam kya hai

fir se ro ro rha hai
bin badal ki barkha hai ye, jane kha se tapka hai ye

kya bin mage hi god bhari, patzdh dali hri hue

dekha rani juthe na aasu bha
munne ki amma ye to bata, tere bete ke abaa ka naam kya hai

rona mat rona mat ro mat chup kar chup kar
besura ye baja ru ru ka, kambakt murbba chu chu ka

bukhe ko dud pila degi, to nahhi si jaan duaa degi

jhula jhula esko lori suna
munne ki amma ye to bata, tere bitua ke aba ka naam kya hai
are munne ki amma ye to bata, tere bete ke aba ka naam kya hai

me ban gae eski amma ji sadke, to eske aba ban jao
me ban gae eski amma ji, tum eske aba ban jao
tum mard ho tum kurbani do, is dhul ke ful ko apnao

nakhare na kar ese duddu pila
munne ki amma ye to bata, tere bitua ke abua ka naam kya hai

me marugi