Khaatir se ya lehaaz se song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Khatir se ya lihaz se main man to gaya
Khatir se ya lihaz se main man to gaya
Khatir se ya lihaz se main man to gaya
Khatir se ya lihaz se main man to gaya
Jhuthi qasam se ap ka iman to gaya
Jhuthi qasam se ap ka iman to gaya
Khatir se ya lihaz se main man to gaya


Dil le k muft kahte hain kuch kam ka nahin
Dil le k muft kahte hain kuch kam ka nahin
Ulti shikayaten rahi ehsan togaya
Ulti shikayaten rahi ehsan togaya
Jhuthi qasam se ap ka iman to gaya
Khatir se ya lihaz se main man to gaya


Dekha hai butkade main jo ai sheikh kuch na puchh
Dekha hai butkade main jo ai sheikh kuch na puchh
Iman ki to ye hai k iman to gaya
Iman ki to ye hai k iman to gaya
Jhuthi qasam se ap ka iman to gaya
Khatir se ya lihaz se main man to gaya


Hosh o havas o tab o tawan daab ja chuke
Hosh o havas o tab o tawan daab ja chuke
Ab ham bhi jane vale hain saaman to gaya
Ab ham bhi jane vale hain saaman to gaya
Jhuthi qasam se ap ka iman to gaya
Khatir se ya lihaz se main man to gaya.