Kal raat jahan mein song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 03 Apr 2013.
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Ek jasn-e-baharan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha


Nagmen the hawaon mein
Jaadoo tha fizaaon mein
Nagmen the hawaon mein
Jaadoo tha fizaaon mein
Har saans ghazalfaan tha
Kal raat jahan main tha
Har saans ghazalfaan tha
Kal raat jahan main tha


Dariya-e-mohabbat mein
Kasthi thee jawaani kee
Dariya-e-mohabbat mein
Kasthi thee jawaani kee
Jazbaat ka toofaan tha
Kal raat jahan main tha
Jazbaat ka toofaan tha
Kal raat jahan main tha


Mahtaab tha baahon mein
Jalwe the nigaahon mein
Mahtaab tha baahon mein
Jalwe the nigaahon mein
Har sint charaagan tha
Kal raat jahan main tha
Har sint charaagan tha
Kal raat jahan main tha


Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Ek jasn-e-baharan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha.