Kahin na kahin kisi na kisi se song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shakti Samanta. This song was released on 24 Apr 1964.
Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega


Ek se ek hasin chere hain
Kis kis ko mein dekhun
Kisko inmein apna samjhun
Samjhun mein apne lelu


Koi rangili chail chabili
Koi rangili rasili chail chabili
Aaj meri zindagi mein aake rahegi


Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
O kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega


Dhund raha hun mein woh
Duniya pyaar jise kehte hain
Dhund raha hun mein woh
Duniya pyaar jise kehte hain


Kaun woh kismat wale hain
Jo log waha rehte hain


Khud ko mere dil
Leke wahin chal
Khud ko mere dil meri
Dil leke wahin chal
Aaye jahan haath
Koi reshmi aanchal


Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega


Aise nazuk woh hon jiska
Shabna mu dhoti hon
Chaand bhi sadke hota ho
Jab raat ko woh soti ho


Aankh sharabi gaal gulabi
Aankh sharabi sharabi gaal gulabi
Pyaar se sawaar de jo zindagi meri


Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
O kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega.