Kahataa hai meraa ye dil piyaa ko_ii hai ko_ii hai hii nahiin song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ashok Amritraj, Sunanda Murali Manohar. This song was released on 24 Apr 1998.
kahataa hai meraa ye dil piyaa ko_ii hai ko_ii hai hii nahiin
kaayaa hai tuu chhaayaa huun main tuu na ho to main bhii nahiin
tuu na ho to main bhii nahiin
chuudii jo khanake to kahaten hain khan-khan
ghungharuu jo chhanake to kahate hain chhan-chhan
khan-khan ho ya phir chhan-chhan ho
matalab inakaa hai jab tak hon do
main bhii huun tab tak jab tak tum ho
jo sach hai vo tum maan hii lo
subah ke pal yaa shaam ke hon din to saaraa ek hi hai
do aankhon se dekhen ham phir bhii nazaaraa ek hii hai
dil hain do lekin sanam pyaar kii dhaaraa ek hii hai
kahataa hai meraa ye dil piyaa ko_ii hai ko_ii hai hii nahiin
ko_ii hai ko_ii hai hii nahiin
sunii kahaanii hai ye puraanii hanson kaa raajaa hanson kii raanii
phirate hain ek sang har pal hii
nain men jab ek niir bhar aaye judavaan aankh bhii niir bahaaye
pyaar kii ho man men jal thal bhii
kahane ko do jism sahii lekin bas ik jaan hain ham
kahane ko ham do sapanen hain lekin ik aramaan hain ham
itanaa pyaar hu_aa kaise soch ke kud hairaan hain ham
kahataa hai meraa ye dil piyaa -2
kahataa hai meraa ye dil piyaa ko_ii hai ko_ii hai hii nahiin
ko_ii hai ko_ii hai hii nahiin
kaayaa hai tuu chhaayaa huun main tuu na ho to main bhii nahiin
tuu na ho to main bhii nahiin