Jaane tere shehar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sanjay Gupta, Anuradha Gupta, Nittin Keni, Akash Chawla, Sachin R. Joshi, Raina Sachin R. Joshi. This song was released on 09 Oct 2015.

Jaane tere shehar ka kya irada hai
Jaane tere shehar ka kya irada hai
Aasman kamm, parinde zyaada hain
O jaane tere shehar ka kya irada hai

Khushi ka hissa, Gham ka hissa
Ghunt ka hissa, Dum ka hissa
Zakm aur marhem ka hissa
Dil faroshi ka yeh qissa

Jaane tera ishq bhi kya tamasha hain
Jaane tera ishq bhi kya tamasha hain

Raat ko mulzim
Din mein khuda sa hai

Jaane tere shehar ka kya iraada hai

Jaane hum pe kaun si aissi tohmat hai
Samajhna paaye aib hai yaa yeh aadat hai
Malmal mein lipte hai
Phir bhi bikhre hai
Bas yeh jaam humara hai hum iske hain

Yun toh mera dard hi ik dawa saa hai
Yun toh mera dard hi ik dawa saa hai
Har ghadi zinda..
Har din naya sa hai

Jaane tere shehar ka kya irrada hai