Jitna bana sako song is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jitna bana sako deewana bana do
Pyar ke do pal ko fasana bana do
Jitna bana sako deewana bana do
Pyar ke do pal ko fasana bana do
Haan jitna bana sako


Hoton pe aakar ruki hai jop baate
Woh kehne ko tum se jhuki hai ye raate
Zara bekhudi se tum apni kehdo
Abhi aur karni hai sanam mulakaate
Khayalo ko mere tarane bana do
Pyar ke do pal ko fasana bana do
Haan jitna bana sako deewana bana do
Pyar ke do pal ko fasana bana do
Haan jitna bana sako


Khata aise koi na ho jaaye humse
Nazar jhuk na jaaye humari sharam se
Peela de nazar se mujhe jhaam jaanam
Main pyasa hoon kitane janmo janam se
Ye deewangi ko bahana bana do
Pyaar ke do pal ko saza na bana do
Jitna bana sako deewana bana do
Pyar ke do pal ko fasana bana do
Haan jitna bana sako deewana bana do
Pyar ke do pal ko fasana bana do
Jitna bana sako.