Aaegaa mazaa ab barasaat kaa, paradesi mujhe tu lut gayaa song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Suneel Darshan. This song was released on 23 May 2003.
ayega maza ab barasat ka teri meri dilakash mulaqat ka
ayega maza ab barasat ka teri meri dilakash mulaqat ka
maine to sambhale rakha tha maine to sambhale rakha tha
tune dekha jo patta chut gaya yu ankhiya milake ankhiyo se
yu ankhiya milake ankhiyo se paradesi mujhe tu lut gaya

ik bhigi hasina kya kahna yauvan ka nagina kya kahna
savan ka mahina kya kahna barish me pasina kya kahna
mere hotho pe ye angur ka jo pani hai
mere mahabub tere pyas ki kahani hai
jab ghatayo se bund zor se barasati hai
tujhse milane ko teri janeman tarasti hai
andaz jo dekha zalim ka andaz jo dekha zalim ka
sabr ka bandh meri tut gaya yu ankhiya milake ankhiyo se
yu ankhiya milake ankhiyo se paradesi mujhe tu lut gaya

panaho me chupa le der na kar ye duri mita le der na kar
ab dil me basa le der na kar sine se laga le der na kar
badi bechain hun meri jan mai kal paraso se
tha mujhe intzar is din ka barso se
ab jo rokega to mai had se guzar jayungi
aur tadapayega diladar to mar jayungi
rah jayenge pyase ham dono rah jayenge pyase ham dono
ye mausam jo ham se ruth gaya maine to sambhale rakha tha
maine to sambhale rakha tha tune dekha jo patta chut gaya
yu ankhiya milake ankhiyo se yu ankhiya milake ankhiyo se
paradesi mujhe tu lut gaya yun ankhiyan milake ankhiyo se
paradesi mujhe tu lut gaya