Halka halka sa yeh nasha song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 16 Sep 2005.
Yeah!
Wanna feet that!
C'mon you girl

Yeah this
Check this out now
C'mon
Refresh
C'mon yeah!

Yeah check this out now

Behka behka sa yeh sama aa jaana
Halka halka sa yeh nasha
Behka behka sa yeh sama aa jaana..
Aa jaana jaan-e-jaan, aa jaana yeh sama
Jaaaye na, jaaye na wou wo..

Halka halka sa yeh nasha
Behka behka sa yeh sama aa jaana
Aa jaana jaan-e-jaan, aa jaana yeh sama
Jaaaye na, jaaye na wou wo..
Halka halka sa yeh nasha

Kyon bhala sapnon ke peechhe
Dil mera apnon ke peechhe khota hai
Khwahishein aawara ban ke
Toot jaayein tara ban ke hota hai...

Kyon bhala sapnon ke peechhe
Dil mera apnon ke peechhe khota hai
Khwahishein aawara ban ke
Toot jaayein tara ban ke hota hai...
Aye.. hey..
Hota hai kal magar, beeta jo pal agar
Aaye na, aaye na

Halka halka sa yeh nasha
Behka behka sa yeh sama aa jaana..
Aa jaana jaan-e-jaan, aa jaana yeh sama
Jaaaye na, jaaye na wou wo..
Halka halka sa yeh nasha

Jal uthe shola to kisne
Jo chale hawa to kisne roka hai..
Ho raha hai dil bekaabu
Yeh nahi aankhon ka jaadu, dhokha hai..

Jal uthe shola to kisne
Jo chale hawa to kisne roka hai..
Ho raha hai dil bekaabu
Yeh nahi aankhon ka jaadu, dhokha hai..
Raahein dhuaan dhuaan
Manzil jaane kahaan, kho raha karwan

Halka halka sa yeh nasha
Behka behka sa yeh sama aa jaana
Halka halka sa yeh nasha
Behka behka sa yeh sama aa jaana..
Aa jaana jaan-e-jaan, aa jaana yeh sama
Jaaaye na, jaaye na
Halka halka sa