Hai kitna suhana song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hai kitna suhana suhana nazara
Hai kitna suhana suhana nazara
Bhatakti nazar ka
Bhatakti nazar ka sahara
Hai sapna suhana suhana nazara
Hai kitna suhana suhana nazara


Lipati hai belo se bele
Lipati hai belo se bele
Kuch hum bhi sabak tumse le le
Sabak tumse le le
Samay kar raha hai ishara
Samay kar raha hai ishara
Suhana nazara hai kitna suhana
Suhana nazara hai kitna suhana
Suhana nazara


Tujhe dhundti hai yeh meri nigahe
Tujhe dhundti hai yeh meri nigahe
Jise dekhne ko chhahe yeh chhahe
Jise dekhne ko chhahe yeh chhahe
Aane wala hai kaun
Aane wala hai kaun humara
Hai sapna suhana suhana nazara
Hai kitna suhana suhana nazara


Jab aate hawao ke jhoke
Jab aate hawao ke jhoke
Na jaane kyu dil
Na jaane kyu dil mera bole
Dil mera bole
Kehte ho kisne pukara
Kehte ho kisne pukara
Suhana nazara hai kitna suhana
Suhana nazara hai kitna suhana
Suhana nazara.