Ghungat mera jane kya hua song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Roopesh Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Ghunghat mera jane kya hua
Main to kahu tune chori kiya
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune kiya
Nahin nahin maine nahin
Chori to kya sina jori kiya
Payal teri albat ye rahin
Ab kya kahu tune kaisa diya
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune diya
Nahin nahin maine nahin


Kya jane tu tune kya kya diya
Kya jane tu tune kya kya diya


Jhumka mera uljha bindiya meri chuti
Chunari udhar sarki chudi idhar tuti
Jhumka mera uljha bindiya meri chuti
Chunari udhar sarki chudi idhar tuti
Palhe to baho mein bekhud kiya tune
Phir mujhse apne naam sab le liya tune
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune liyajhumka
Mera uljha bindiya meri chuti
Chunari udhar sarki chudi idhar tuti


Nahin nahin maine nahin
Man hi nahin tan bhi le liya
Man hi nahin tan bhi le liya
Ghunghat mera jane kya hua
Main to kahu tune chori kiya
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune kiya
Nahin nahin maine nahin
Chori to kya sina jori kiya
Chori to kya sina jori kiya


Jab tak na chun dalu
Sare badan ke phul
Dali baharo ki bankar
Tu mujhpar jhul
Jab tak na chun dalu
Sare badan ke phool
Dali baharo ki bankar
Tu mujhpar jhul
Chadar bina chanda
Jaise khule tan hoye
Waise jagaya hai
Chanda saman piya more


Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune piya
Nahin nahin maine nahin
O jane ja tune kya na kiya
O jane ja tune kya na kiya
Ghunghat mera jane kya hua
Main to kahu tune chori kiya
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune kiya
Nahin nahin maine nahin
Chori to kya sina jori kiya
Payal teri alpat ye rahi
Ab kya kahu tune kaise diya
Nahin nahin maine nahin
Nahin nahin tune diya
Nahin nahin maine nahin
Kya jane du tune kya kya diya
Chori to kya sina jori diya.