Geet wafa ke gate chalo song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Geet wafa ke gate chalo
Pyar ki duniya basate chalo
Hoke diwana jhume zamana
Aise tarane sunate chalo
Sun sun sun ye tarana
Jhum jhum jhum ye
Zamana ye zamana


Zindagi hai ek safar
Rakhna sada manjil pe najar
Zindagi hai
Zindagi hai ek safar
Rakhna sada manjil pe najar
Sath na chute aas na tute
Preet ki reet nibhate chalo
Geet wafa ke gate chalo
Pyar ki duniya basate chalo
Hoke diwana jhume zamana
Aise tarane sunate chalo
Sun sun sun ye tarana
Jhum jhum jhum ye
Zamana ye zamana


Chayi rahe gham ki ghata
Chalti rahi bedard hawa
Chayi rahe
Chayi rahe gham ki ghata
Chalti rahi bedard hawa
Aane do tufa ho na paresa
Shama dilo me jalate chalo
Geet wafa ke gate chalo
Pyar ki duniya basate chalo
Hoke diwana jhume zamana
Aise tarane sunate chalo
Sun sun sun ye tarana
Jhum jhum jhum ye
Zamana ye zamana.