Dil kaise tod dete hain song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 04 Jan 1989.
Iss saadagi pe kaun na
Marjaye aye khuda
Iss saadagi pe kaun na
Marjaye aye khuda
Ladte hain aur haath
Mein talvar bhi nahin
Ye yaar baat milne ka
Waada nahin kiya
Ye yaar baat milne ka
Waada nahin kiya
Waise to unke hotho
Par inkaar bhi nahin


Dil kaise tod dete hain
Samja diya ke yun
Dil kaise tod dete hain
Samja diya ke yun
Patthar ko usne shishe
Se takra diya ke yun
Dil kaise tod dete hain
Samja diya ke yun


Puchha ke chaand din
Mein nikalta hai kis tarah
Puchha ke chaand din
Mein nikalta hai kis tarah
Puchha ke chaand din
Mein nikalta hai kis tarah
Aanchal ko usne chehre
Se sarka diya ke yun
Aanchal ko usne chehre
Se sarka diya ke yun
Patthar ko usne shishe
Se takra diya ke yun
Dil kaise tod dete hain
Samja diya ke yun


Puchha ghataye dhoop
Mein chhanti hai kis tarah
Puchha ghataye dhoop
Mein chhanti hai kis tarah
Puchha ghataye dhoop
Mein chhanti hai kis tarah
Usne hawa mein zulfon
Ko lehra diya ke yun
Usne hawa mein zulfon
Ko lehra diya ke yun
Patthar ko usne shishe
Se takra diya ke yun
Dil kaise tod dete hain
Samja diya ke yun


Puchha ke meri pyaas ka
Rashid hain kya jawaab
Puchha ke meri pyaas ka
Rashid hain kya jawaab
Puchha ke meri pyaas ka
Rashid hain kya jawaab
Saakhi ne main aankhon se
Chhalka diya ke yun
Saakhi ne main aankhon se
Chhalka diya ke yun
Patthar ko usne shishe se
Takra diya ke yun
Dil kaise tod dete hain
Samja diya ke yun
Patthar ko usne shishe se
Takra diya ke yun
Dil kaise tod dete hain
Samja diya ke yun
Samja diya ke yun,
Samja diya ke yun.